Jokes
SEARCH
 
Other Categories
Santa Banta [A]
Thoughts
Shayari
General
Political Jokes
Husband And Wife [A]
Adult Jokes
Children
Funny Jokes
Santa Banta
Santa Gym join karta hai.


Gym Instructor: Apni peeth par let jao aur apne pair cycle ki tarah ghumao.

Santa: Theek hai..

Gym Instructor: Tum yeh kya kar rahe ho Santa. Apane pair ghumao.

Santa: Pehle chabi to ghumao!
 
Sahil Malhotra
Santa ki wife pregnat hogayi. Santa use hospital leke gaya.

Thodi hi der mein uski wife ne judwa bachchon ko janam diya.

Santa [gussese]: Ek bachcha to mera hai yeh mein samajh gaya....ab batao yeh dusara bachcha kiska hai kamini?!
 
Sahil Malhotra
Why did Santa's son take his bicycle to bed

with him?

..

..

Because he didn't want to walk in his sleep!
 
Sahil Malhotra
Q. KBC mein Santa 'hot seat' par baith ne se kyon mana karta hai?

..

..

..

A. Apani pant jalnese bachane ke liye!!
 
Sahil Malhotra
Santa: How do you turn on your computer... with your left hand or your right hand?

Banta: My right hand.

Santa: Me also! But most stupid people have to use the on]off switch!!
 
Sahil Malhotra
Santa aur Banta kafi der se machhli pakad ne ki koshish kar rahe the. Sham hone ko aayi lekin woh ek bhi machhli pakad nahi paye.

Santa: Chal Banta, ghar jate hai. Kal kisi dusre swimming tank mein koshish karte hai.
 
Sahil Malhotra
Santa aur Banta drive kar rahe the. Unhone raste ke baju mein car park ki aur ice-cream khane ke liye gadi se utar gaye. Tabhi waha se traffic police ki gadi aagayi. NO PARKING mein gadi dekhkar woh car utha ke le gaye.

Banta: Arre Santa, ...traffic police tumhari car le ja rahe hai!

Santa: Le jane do! Chabi to mere paas hai!!!
 
Sahil Malhotra
Banta: Tum yeh ped ke neeche kya kar rahe ho?

Santa: Mujhe ped ke upar jana hai. Woh aam dekh rahe ho?

Banta: To tum neeche kyon khade ho?!

Santa: Lift ka intezarr kar raha hoon!
 
Sahil Malhotra
Santa: Kafi dino se soch raha hoon ki ek din chand par jaroor jayenge!

Banta: To problem kya hai? Chalo aaj hi chalte hai.

Santa: Dikkat to yahi hai na ki aaj amavasya hai.
 
Sahil Malhotra
Santa: Tumne socks ulte kyon pehne hai?
Banta: Arre socks ko baharse hole gira hai!
 
Sahil Malhotra
1 2 3 4 5 Next 
 

Articles

Diwali Celebration in Nagpur: A Joyous Blend of Tr

30/10/2024

The Festival of Lights or Diwali is one of the most widely looked forward to as well as enjoyed festivals in the whole of India. As seen in the context of Nagpur, Diwali 2024 has a different identity that is synonymous with culture, community feeling and happiness. It is a festival, which makes the people in Nagpur happy and brings together the family members in an attempt to celebrate Diwali. This article explores how Diwali is enjoyed in Nagpur, the practices that characterise the event, and other practices that give Nagpur a special Diwali.

View All Articles