Jokes
SEARCH
 
Other Categories
Santa Banta
Funny Jokes
Political Jokes
Husband And Wife [A]
Children
Adult Jokes
Thoughts
General
Santa Banta [A]
Shayari
Maine pucha kahan ho Tum?
Usne kaha teri Sanso main,
Tere Dil mai, Tere Khyalo main,
Teri Nas-Nas main,
Maine pucha kahan nahi ho?
Usne kaha sirf teri kismat main.
 
Rakesh Kadu
Tere Bina Kaise Meri Guzarengi Ye Raatein,
Tanhai Ka Gam Kaise Sahengi Ye Raatein,
Bohat Lambi Hai Ye Ghadiyan Intezaar Ki,
Karwat Badal-Badal Kar Katengi Ye Raatein.
 
Rakesh Kadu
Kitni Jaldi Se Mulakaat Gujar Jaati Hai,
Pyaas Bujhti Nahi Barsaat Gujar Jaati Hai,
Apni Yaadon Se Kaho Ki Yun Naa Sataya Kare,
Neend Aati Nahi Aur Raat Gujar Jaati Hai.
 
Rakesh Kadu
Ishq Mein Koi Dil Tod Jaata Hai,
Dosti Mein Koi Bharosa Tod Jaata Hai,
Zindagi Jeena To Koi Gulab Se Sikhe,
Jo Khud Toot Ke Bhi Do Dilon Ko Jod Jaata Hai.
 
Rakesh Kadu
Chand ko dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi,
Akele baithe bagair aapko hamari khayaal aati nahi,
Kya aaj itne begaane ho gaye hum,
jo koi dard dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi.
 
Rakesh Kadu
Teri Khushio Ko Sajana Chahta Hoon,
Tujhe Dekh Kar Muskurana Chahata Hoon,
Meri Zindagi Me Kya Ahmiyat Hain Teri,
Ye Labzo Me Nahi Paas Aa Kar Batana Chahata Hoon.
 
Rakesh Kadu
Zakhmon ko daba kar seene mein reh kar khamos ,
Chehre par hasi lana koi badi bat nahi,
Badi bat to tab hogi jab koi khud ke jakhamo ko sine me daba kar,
Dusro ke chehre ki udasi ko dur kare.
 
Rakesh Kadu
Kaun Kehta Hai Dil Paagal Hai,
Ye Pagalpan To Sirf Bahana Hai,
Ek Baar Muskurakar Hanskar To Dekho,
Ye Pagal Tumhara Deewana Hai.
 
Rakesh Kadu
Main Bhool Nahi Hoon Kisi Ko,
Mere bahut Dost Hai Jammane Mein,
Bas Thodi Si Zindagi Uljhi Padi Hai,
Do Waqt Ki Roti Kamaane Mein.
 
Rakesh Kadu
Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.
 
Rakesh Kadu
1 2 3 4 5 Next 
 

Articles

Ram Navami 2024 Celebration in Nagpur

12/04/2024

On April 17, 2024, the city of Nagpur will come together in a harmonious celebration of Ram Navami, marking the birth of Lord Rama. This day is observed with great enthusiasm, as temples fill with devotees, streets burst into processions, and homes light up with decorations. It's a time when the city's rich cultural heritage shines brightly, reflecting the enduring values and teachings of one of Hinduism's most revered deities. Temple Visits The Poddareshwar Ram Mandir, with its magnificent architecture and spiritual ambiance, invites dev

View All Articles