Jokes
SEARCH
 
Other Categories
Santa Banta
Funny Jokes
Thoughts
Political Jokes
Husband And Wife [A]
Children
Adult Jokes
Santa Banta [A]
General
Shayari
Pyar Ki Koyi Had Samajhna Mere Bas Ki Baat Nahi,
Dil Ki Baton Ko Na Karna Mere Bas Ki Baat Nahi,
Kuchh To Baat Hai Tujhme Tab To Dil Ye Tumpe Marta Hai,
Warna Yun Hi Jaan Ganwana Mere Bas Ki Baat Nahi.
 
Rakesh Kadu
Jivan ka har panna rangin nahi hota,
Har Rone wala to gamgin nahi hota,
Ek hi dil ko koi kab tak todega,
Ab to koi jaalta bhi he to yakin nahi hota.
 
Rakesh Kadu
Roj tha uska naam mere afsane mein,
Thi uski tasveer mere dil ke aashiyane mein,
Mangi thi khuda se dua jiski khushi ke liye,
Use khushi bhi milti thi to mujhe rulane mein.
 
Rakesh Kadu
Na sangharsh na takleef
To kya maza hai jene mein
Bade bade toofan tham jate hai
Jab aag lagi ho seene mein..
 
Rakesh Kadu
Wo dil hi kya jo wafa na kare,
Tujhe bhul kar jiye kabhi khuda na kare,
Rahegi teri mohabbat meri zindagi bankar,
Wo baat aur hai,
Agar zindagi wafa na kare.
 
Rakesh Kadu
Milna bichdna sab kismat ka khel hai,
Kabhi nafrat to kabhi dilo ka mail hai,
Beek jata hai har rishta duniya me,
Sirf dosti hi yaha “NOT FOR SALE” hai.
 
Rakesh Kadu
Har pal usey sochna,
Har pal usey khojna,
Kabhi use paa lena,
Kabhi use kho dena,
Main ajeeb, meri mohabbat us se bhi ajeeb,
Use yaad karna,
Aur phir ro dena.
 
Rakesh Kadu
Surkh ankhon se wo jab hume dekhte hai,
Hum ghabra kar ankhein jhuka lete hai,
Kon milaye un ankhon se ankhein
Suna ha wo ankhon se hi apna bana lete hai.
 
Rakesh Kadu
Zindagi Ka Safar Toh Ek Haseen Safar Hai,
Her Kisi Ko Kisi Na Kisi Ki Talash Hai,
Kisi Ke Pass Manzil Hai Toh Raah Nahi,
Aur Kisi Ke Pass Rah Hai Toh Manzil Nahi.
 
Rakesh Kadu
Wo Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai..!
Lekin Meri Mohabbaton Ka Gawah Chahta Hai..!!
Khud Aate Jaate Mousamo Ki Tarah Hai..!
Aur Mujh Se Mohabbat Ki Intiha Chahta Hai..!!
 
Rakesh Kadu
1 2 3 4 5 Next 
 

Articles

Diwali Celebration in Nagpur: A Joyous Blend of Tr

30/10/2024

The Festival of Lights or Diwali is one of the most widely looked forward to as well as enjoyed festivals in the whole of India. As seen in the context of Nagpur, Diwali 2024 has a different identity that is synonymous with culture, community feeling and happiness. It is a festival, which makes the people in Nagpur happy and brings together the family members in an attempt to celebrate Diwali. This article explores how Diwali is enjoyed in Nagpur, the practices that characterise the event, and other practices that give Nagpur a special Diwali.

View All Articles