|
|
Wo sochte hai ki ladne se aur baat na karne se..
Log bhool jaate hai,
Magar
Unhe nahi pata..
Ladne se pyar badhta hai,
Aur baat naa karne se bechaini badhti hai.
|
|
|
|
|
Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho,
Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta,
Aap Ki Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.
|
|
|
|
|
Ek ajeeb dastan hai Mere afasane ki,
Maine pal pal koshish ki tere pas aane ki,
Kismat thi meri ya sazish jamane ki,
Dur huye itana jitani.. Ummeed thi kareeb aane ki..!
|
|
|
|
|
Umar ki raah mein JAZBAAT badal jate hai,
Waqt ki AAndhi me HALLAT badal jaate hai,
Sochta hoon kaam kar kar ke Record tod dun,
Lekin kambhakt salary dekhte he KHAYAAL badal jaate hai..
|
|
|
|
|
Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi ke kareeb hota hai,
Pyar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ka naseeb hota hai..
|
|
|
|
|
Nahi sirf jashn manana,
Nahi sirf jhande lehrana,
Yeh kaafi nahi hai watanparasti,
Yadon ko nahi bhulana,
Jo qurbaan hue,
Unke lafzon ko aage badhana,
Khuda ke liye nahi ..
Zindagi watan k liye nibhana..
Happy Independence Day
|
|
|
|
|
Aao desh ka samman karein..
Shahido ki shahadat yaad kare
Ek baar phir se rashtra ki kamaan,
Hum hindustani apne haath dhare,
Aao Swatantrata diwas ka maan kare
Swatantrata Diwas Ki Shubhkamnaye
|
|
|
|
|
Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan,
Hindustan hamara hai hum hai iski shaan,
Jaan luta denge watan pe ho jayenge qurban
Isliye hum kehte hain mera Hindustan mahan.
Wish You Happy Independence Day
|
|
|
|
|
Na sar jhuka hai kabhi
Aur na jhukayenge Kabhi,
Jo apne dum pe jiye sach me zindagi h wahi
Live like a true INDIAN.
HAPPY INDEPENDENCE DAY.
|
|
|
|
|
Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain,
Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai
Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga
Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!
|
|
|