|
|
Ye bat hawao ko bataye rakhna,
Roshni hogi chirago ko jalaye rakna,
Lahu dekr jiski hifazat hamne aise,
Tirange ko sada dil me basaye rakhna.
|
|
|
|
|
Aapki hasi bahut pyaari lagti hai,
Aapki har khushi hamein hamari lagti hai,
Kabhi door na karna khud se humein,
Aapki dosti humein jaan se bhi pyaari lagti hai.
|
|
|
|
|
Kaash koi khushiyon ki dukaan hoti,
Aur mujhe uski pehchaan hoti,
Khareed leta har khushi aapke liye,
Chahe uski keemat meri jaan bhi hoti.
|
|
|
|
|
Jitna pyar hai aapse,
Us se aur jyada pane ko jee chahta hai,
Jaane woh kaun si khoobee hai aap me,
Ki har rishta aap se banane ko jee chahta hai.
|
|
|
|
|
Sehmi si nigaho mein khwab hum jaga denge,
Sooni in raho pe phool hum khila denge,
Humare sang muskura ke to dekhiye,
Hum aapke har gum bhula denge.
|
|
|
|
|
Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai,
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai.
|
|
|
|
|
Suna Hai Khuda Ke Darbar Se..
Kuch Farishtey Faraar Ho Gaye..
Kuch to Vaapas Chale Gaye..
Aur Kuch Humare Yaar Ho Gaye.
|
|
|
|
|
Ya khuda meri duaon mein itna asar karde,
Khushiyan use, dard uska mujhe nazar kar de,
Dilon se dooriyon ka ehsaas mita de ya maula,
Nahin to uske aanchal ko mera kafan kar de.
|
|
|
|
|
Tere labon pe hai mili mere labon ko zindagi,
Tere bina ab saans loon, mere liye mumkin nahi,
Meshsoos yeh hota hai tu, mere liye hai laazmi,
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi.
|
|
|
|
|
Rishton Ka Vishwas Toot Na Jaye,
Pyar Ka Saath Kabi Chhut Na Jaye,
Aye Khuda Galti Karne Se Pehle Sambhal Lena Mujhe,
Kahi Meri Galti Se Mera Mehboob Rooth Na Jaye.
|
|
|