|
|
Na Papa ki maar se,
na Dosto ki fatkaar se,
Na ladki ke inkar se,
na chaplo ki bochar se,
Aashiq Sudhrenge to Sirf RAKHI ke Tyohar se
|
|
|
|
|
Khuda Kare Tujhe Khushiyan Hazar Mile
Mujhse Bhi Acha Yaar Mile,
Meri Girlfriend Tujhe Bandhe Rakhi,
Aur Ek Aur Behan Ka Pyaar Mile..
|
|
|
|
|
Wo Chham chham karke aayi,
Chham chham karke Chali Gayi,
Main Mangal sutra leke khada raha
wo rakhi bandhkar chali gayi.
|
|
|
|
|
Khuda Kare Khushiya Mile Tujhe Hazaar
Mile Mujhse Bhi Acha Yaar..
Meri Girlfriend Bandhe Tujhe Rakhi,
Aur Ek Aur Behan Ka Mile Pyaar..
|
|
|
|
|
Apki charcha hai har gali mein,
Har ladki ke dil me apke liye pyar hai,
Ye koi chamatkar nahi time hi aisa hai,
Kyonki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai.
|
|
|
|
|
Ummidon ki manzil deh gayi,
Khwabon ki duniya beh gayi,
Abe teri kya izzat reh gayi,
Jab ek zakkas item tere ko ‘BHAIYA’ aur RAKHI pehna gayi..
|
|
|
|
|
Har ladki tere liye bekarar hai,
Har ladki ko tera intzar hai,
Ye tera koi kamaal nahi,
bus kuch din baad..
RAAKHI ka tyohaar hai!!
|
|
|
|
|
Duriyon Ki Na parwah Kijiye,
Dil Jab Bhi Pukare Hume Bula Lijiye,
Hum Zyada Dur Nahi Aapse,
Bas Apni Aankho Ko Palko Se Mila Lijiye.
|
|
|
|
|
Saath agar doge to muskurayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Kitne bhi kante kyu na raaho mein,
Aawaz agar dil se doge to aayenge zarur.
|
|
|
|
|
Phooloan se kya dosti karte ho,
Phool to murjha jaate hain.
Aggar dosti karni hai to kaanton se karo,
Kyun ki woh chubh kar bhi yaad aatein hain.
|
|
|