|
|
Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti hai
|
|
|
|
|
Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!
|
|
|
|
|
Kapil paji ka khel dekke mai rah jati hu hakka- bakka
Kapil paji ka khel dekke mai rah jati hu hakka- bakka,
Maja to tab aata hai jab wo marte hai bada sa Chhakka
|
|
|
|
|
4 Din Ki Zindagi Hai Nafratose Jiya Nahi karte Lagta Hai dushmanose Shijkayat karni padegi kiu k Dost aajkal yad kiya nahi karte......
|
|
|
|
|
Wahi khamoshi wahi tanhai,
ye hawa apne saath kiski yaad laayi,
hum to chand ko dekh rahe the,
phir na jane kiske liye aankhein bhar aayi.
|
|
|
|
|
use bhi char liye the ,hame bhi char liye the.
uske bhi apne ro rahe the mere bhi apne ro rahe the.
fark bas itna hi tha wo lal jode me thi ham safed kapdo me the.
wo duniya me ja rahi thi ham duniya se ja rahe the..
thnx
|
|
|
|
|
sath rehte rehte yu hi waqt gujar jayega,Dur hone ke badkoun kise yaad aayega,jilo ye hasin pal jab hum sath hai to,kal ka kya pata,waqt kaha le jayega.
|
|
|
|
|
pyaar hai ya saza ae mere dil bata
tootata kyun nahi dard ka silsila
is pyaar mein ho kaise kaise imtihaan
ye pyaar likhe kaisi kaisi daastan
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na koi asar…
|
|
|
|
|
RONE DE TU AAJ HAMAKO TU AANKHE SUJANE DE
BAHO ME LELE AUR KHUD KO BHEEG JANE DE
HAI JO SEENE ME QUAID DARIYA WO CHUT JAYEGA
HAI ITANA DARD KI TERA DAMAN BHEEG JAYEGA..
|
|
|
|
|
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai
|
|
|